Log Har mOrh Pay Ruk Ruk K SambhalTey KYun Haii
Itna Dartey Hain tO Pher Gher Say Nikaltey Kyun Haii
Mai Na kOi Jugnu HoOn Na Diya Na Chand
Pher Roshni Walay Mere Nam Say JalTay Kyun Haiii
Jab Neend Say Mera Taalluk He Naii BarSoOn Say
Khuwab Aa Aa K Mere PalkOn Pay TehalTay Kyun Haii
Is Mai mOsaM Ka QasOr Haii Ya LogOn Ka
lOg mOsaM Kii Tarah Pal Bhar Maiii BadalTey Kyun Haiii...!!!